Chura Ke Dil Mera MP4 Video Song

Chura Ke Dil Mera Song Lyrics


"
Churaake Dil Mera Goriya Chali
churaake Dil Mera Goriya Chali
udaake Nindiyaan Kahan Tu Chali
paagal Hua, Deewana Hua
paagal Hua, Deewana Hua
kaisi Yeh Dil Ki Lagi

ho, Churaake Dil Mera Goriya Chali
churaake Dil Mera Goriya Chali
udaake Nindiyaan Kahan Tu Chali

abhi To Lage Hain Chaahaton Ke Mele
abhi Dil Mera Dhadkanon Se Khele
kisi Mod Par Main Tumko Pukaaroon
bahaana Koi Bana To Na Loge

agar Main Bata Doon Mere Dil Mein Kya Hai
to Mujhse Nigaahen Chura To Na Loge
agar Badh Gayi Hai Betaabiyaan
kahin Mujhse Daaman Chhuda To Na Loge

kehta Hai Dil Dhadakte Hue
tum Sanam Hamaare Hum Tumhaare Hue
manzil Meri Bas Tu Hi Tu
manzil Meri Bas Tu Hi Tu
kaisi Yeh Dil Ki Lagi

ho, Churaake Dil Mera Goriya Chali
churaake Dil Mera Goriya Chali
udaake Nindiyaan Kahan Tu Chali
"